Sunday, April 16, 2006

ZINDAGI...

YEH ZINDAGI HAIN...

Mein toh kuch rakhtha nahin apne dil main....

rakhtha hoon toh sab kuch apne zubaan par....
yeh toh samjhey nahi apnon ney kabhi....

Mein toh keh nahi saktha kya rakhtha hoon chupakar...
woh toh ab meri aadat si ho gayi hain...

phir bhi mein sabhi se miltha hoon...
jo bhi sahi hain....
woh sab main insey kehtha hoon...

Maine toh dekha nahin pyar kya hotha hain...
lekin suna hain toh bohath...
main bhi toh taaron ko sajaake...usey apna banake...
chandni raath ko haath pakadke ghumaaoonga...
woh toh ab meri chaahath si ho gayi hain...

Mein toh apne saaye main hi chaaye rehtha hoon...
apne aankhon main hi kuch khoye rehtha hoon....
mein jinse bhi miltha hoon...
unsey ek rishtha hain mera...
woh toh ab ek samjhotha ho gayi hain...

Maine phir bhi kitno ko yahaan par dekha hain...
unse bhi sikha maine kuch toh naya....
lekin phir bhi woh rasthey nahi badhle hain...
nahi badhle hain woh jahaan bhi...
lekin phir kyun badalthey hain woh kadham yahaan bhi...

Mein toh apnon ke dhun mein hi rehtha hoon...
lekin phir mein kya kar saktha hoon...
haan...dey saktha hoon mein thoda pyaar...
woh toh ab meri takhdir si ho gayi hain...

Raktha nahi kuch dil par...
rakhtha toh apne zubaan par...

sabhi se toh miltha hoon...
sahi jo hain kehtha hoon...

saaye main hi rahtha hoon...
chaaye bhi toh rahtha hoon...
jinse bhi mein miltha hoon...
khoye khoye rehtha hoon...

dekha hain kitno ko yahaan...
sikha hain sab kuch naya...

wahi rasthey hain...
wahi jahaan bhi...
badathey log hain...
badalthey kadham bhi..

rehtha hoon apnon ke dhun main...
detha hoon thoda pyaar mein...

yahi aadat hain mera...
lekin yahi chaahath bhi...
yahi samjhotha hain mera...
lekin yahi takhdir bhi...

Ab mein toh samajh gaya...
Yahi zindagi hain...
Aur yeh hi ZINDAGI...

-Dilse...
srk